Friends, Hamari website SarkarKiYojanaye ( www.sarakarkiyojanaye.blogspot.com ) sarkar dwara chalayi jane wali website nahi hai, na hi iska kisi sarkari mantralaya se koi sambandh hai.
Yeh blog ek vyakti dwara chalaya jata hai, jo sarkari yojanaon mein ruchi rakhta hai aur unki jankari anya logon tak pahunchana chahta hai. Hum poori koshish karte hain ki ekdam satik jankari apne pathakon tak pahunchai jaye, lekin lakh koshishon ke bawjood bhi galti ki sambhavana ko nakara nahi ja sakta.
Is blog ke har article mein yojana ki adhikarik website ki jankari di jati hai. Hamara sujhav hai ki hamara lekh padhne ke sath-sath aap adhikarik website se bhi zarur jankari lein. Agar kisi lekh mein koi truti lagti hai to aapse agragah hai ki hume zarur batayein.
Aapki sahayata aur samajh ke liye dhanyavad!
Comments
Post a Comment